sdi

Friday, June 4, 2010

ANGHUTHI W ZEWAR KI SUNNATEIN W AADAAB


(1)HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM ne SONE KE
ZEWARAAT ki bajaaye CHAANDI ke ZEWRAAT
ISTEMAAL karane ki TAALIM DI HAI.
[ADABE SUNNAT]
(2)HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM CHAANDI ki
ANGUNTHI PAHNAA karte the US par AAPKA NAAM
MUBARAK KHUDAA HUAA tha.
[ADABE SUNNAT]
(3)ANGUTHI SIRF CHAANDI ki JAAIZ hai isake
ALAAWA har kism ki DHAATU YAANI TAAMBAA
PITAL,LOHA,STIL,JASTA WAIGRAH ki ANGUTHI
HARAAM hai.
[ADABE SUNNAT]
(4)DHAATU YAANI TAAMBAA PITAL,LOHA,STIL,JASTA
WAIGRAH ki ANGUTHI HARAAM hai
KUCH LOG LOHE ke CHHALLE PAHNATE
hai wah bhi HARAAM hai.
[ADABE SUNNAT]
(5)ISLAAM mein GHOONGHRUO aur GHANTIYON ka
ISTEMAAL MANA hai isliye koi AURAT PAAV
mein NA CHHAJAN PAHAN sakati hai NAA GHOOGHRUN
[ADABE SUNNAT]

No comments:

Post a Comment