sdi

Wednesday, July 21, 2010

AADAABE NAMAAZ


HADEES SHARIF{1}:HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM NE FARMAYA NAMAAZ ko shuru WAQT mein ADAA KARANE mein ALLAH ki khushnoodi hai aur der mein maafi ki ummid.
[MUSLIM SHARIF]
HADEES SHARIF{2}:HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM NE FARMAYA YE ALI! TEEN KAAMON mein DERI NAA KARON.(1)NAMAAZ mein jab uska waqt shuru ho (2)JANAAZEIN mein jab wah TAIYAAR ho.(3)BEWAA AURAAT ke NIKAAH mein jab behtar JODAA MAUJUD ho.
[TIRMIZI SHARIF]
HADEES SHARIF{3}:HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM NE FARMAYA KI MAIN SAAT HADDIYON PAR SAJDAA KARANE KA HUQM DIYA HU PESHAANI aur DONO HAATHON aur GHUTANOH aur PAAV KE PAANJOH PAR aur ye ki ham AAPANE KAPADON AUR BAALON ko IKATHHAA NAA KAREIN
[BUKHARI SHARIF]

2 comments:

  1. Assalam-O-Alikum
    Al Hijaz Tours is working as one of the top Hajj Umrah Company in UK. We have complete Hajj and Umrah Packages inclusive of every needed facility.

    ReplyDelete