Sunni Dawate Islami Public Relation Office Under the spiritual Guidence of: Hazrat Allama Maulana Hafiz v Qari Maulana Mohammed Shakir ali noorie ( AMIRE SUNNI DAWATE ISLAMI ) Center:- SDI-MARKAZ Ismail Habib Masjid 126-Kambekar Street MUMBAI-3 MS INDIA More Info plz call Brother Javed : (022)23451292 / 23434366/ MOBILE:- 09892509900/ Web:- www.sunnidawateislami.net / www.prosdi.blogspot.in / www.sdipro.net
Thursday, September 23, 2010
SDI-DAILY DARS
(1)JAB KHANA SHURU KARO to PAHALE BISMILLAH
PADHAA karo aur jab KHTM karo to
ALHAMDU LILLAH kaha karo[ADABE SUNNAT]
www.sdipro.blogspot.com
(2)JIS NEMAT ke AWWAL BISMILLAH aur AAKHIR
mein ALHAMDU LILLAH ho us NEMAT ka baare
me QAYAAMAT mein SAWAAL NAA hoga.
[ADABE SUNNAT]
(3)MASJID ka sabase AHAM ADAB ye hai ki MASJID
main DAAKHIL hokar SAWAB ki NIAYAT se
2-RAKAAT NAFIL TAHIYYATUL MASJID
ADAA kare.
[AS.]
(4)HUZUR SALLALAHU ALAIHI WA SALLAM ka TARIKE
KAR bhi yahi tha AAP JAB MASJID me tashrif laate to sabse
pahale TAHITUL MASJID ADA KARATE.
(5)TUM MEIN SE KOI MASJID mein DAAKHIL ho to
MASJID mein BAITHANE se PAHALE 2-RAKAAT
TAHIYYATUL MASJID ADAA kare
[ADABE SUNNAT]
SDISMS
(6)HUZUR NE FARMAYA BUKHAR ko BURA NAA
kaho isliye ki wah MOMIN ko GUNAAHO se
is TARAH PAAK kar deta jaise AAG LOHE ki MAIL
ko[IBNE MAJA]
(7)FARMAYA ki HAR BIMAARI ki DAWAA hai jab
BIMAARI ko DAWAA PAHUNCHAA di jati
hai to ALLAH TALA ke HUQM se BIMAAR
ACHHA ho jata hai
SDI.
(8)KHANA IS NIYAT se KHAAYE ki KHANA
IBAADAT ke liye KHAA RAHA hu NAA ki
SHAHWAT,HAWAS aur KHAWAHIS ke SUKOON
ke LIYE.[ADABE SUNAAT]
(9)HUZUR ne kaha ki
YE ALI ! JAB KHAANA SHURU karo
to pahale BISMILLAH padh liya karo aur jab
KHATM karo to ALHAMDU LILLAH kaha karo.SDI
(10)JAB TUM mein se koi KHAAYE to DAAYE HAATH
se KHAAYE aur jab tum mein se koi PIYE to
DAAYE se PIYE. [MUSLIM]
www.sdipro.blogspot.com
(10)DAAYE HAATH se KHANA HUZUR SALLALAHU
ALAIHI WA SALLAM ki SUNNAT bhi hai kyunki
HUZUR ne HAMESHA DAAYE HAATH
se KHANA KHAYA hai
[AS]
(11)HAZRAT ABU SALMA FARMATE hai ki MUJHE
HUZUR ne FARMAYA ki BIMILLAH padh kar
DAAYE HAATH se aur APANE SAAMANE se KHAAO
[BUKHARI SH.]
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment